صور الصفحة
PDF
النشر الإلكتروني

into vessels, but cast the bad jamą kiyán, aur buri sab phenk diyán.

away.

49 So shall it be at the end of the world: the angels shall come forth, and fever the wicked from among the just,

50 And shall cast them into the furance of fire: there shall be wailing and gnashing of teeth. 51 Jesus saith unto them, Have ye understood all these things? They say unto him, Yea, Lord. 52 Then said he unto them, Therefore every scribe which is instructed unto the kingdom of heaven is like unto a man that is an housholder which bringeth forth out of his treasure things new and old.

53 ¶ And it came to pass, that when Jesus had finished these parables, he departed thence.

54 And when he was come into his own country, he taught them in their synagogue, insomuch that they were astonished, and said, Whence hath this man this wisdom, and these mighty works? 55 Is not this the carpenter's son? is not his mother called Mary and his brethren, James, and Joses, and Simon, and Judas?

56 And his sisters, are they not all with us? Whence then hath this man all these things?

57 And they were offended in him. But Jesus said unto them, A prophet is not without honour, save in his own country, and in his own house.

49 Intiháe jahán men aisáhí kuchh hogá: firishte niklenge, aur sharíron ko adilon men se judá karenge,

50 Aur unhen jalte tanár men dál denge: waháp roná aur dánt písná hogá.

51 sá ne unhen kahá, ki Tum yih sab kuchh samjhe? Unhon ne jawab diyá, Hán, Sáhib.

52 Tab us ne un se kahá, Pas jis kátib ne ásmán kí bádsháhat kí tálím páí hai, us shakhs se mushábih hai, ki sáhib i ķhána ho, aur apne khazáne se nayi aur purání chízen nikále.

53 ¶ Aur jab Įsá ne tamsilen kah chuki, wahán se chala gaya.

54 Aur us ne apne watan men ákar un ke majmą men unhen aisá wáz kahá, ki we hairán húe, aur bole, ki Yih shakhs aisí hikmat aur karámaten kahan se layá?

55 Kyá yih baṛhaí ká beṭá nahín? kya is kí má Mariyam nahín kahlátí hai? aur is ke bhái Yaqab, aur Yúshá, aur Shamún, aur Yahídá?

56 Aur kya hamáre sáth is kí bahinen nahin? phir is ne ye sab chizen kahán se páín?

57 Aur wuh un ke liye jaisá thokar khilánewálá patthar húá. Phir sá ne unhen kahá, ki Nabí beizzat nahín, magar apne mulk

men.

58 And he did not many mighty works there because of their

unbelief.

CHAPTER XIV.

1 At that time Herod the tetrarch heard of the fame of Jesus,

2 And said unto his servants, This is John the Baptist; he is risen from the dead; and therefore mighty works do shew forth themselves in him.

3 For Herod had laid hold on John, and bound him, and put him in prison for Herodias' sake, his brother Philip's wife.

4 For John said unto him, It is not lawful for thee to have her.

5 And when he would have put him to death, he feared the multitude, because they counted him as a prophet.

6 But when Herod's birthday was kept, the daughter of Herodias danced before them, and pleased Herod.

7 Whereupon he promised with an oath to give her whatsoever she would ask.

8 And she being before instructed of her mother, said, give me here John Baptist's head in a charger.

9 And the king was sorry: nevertheless for the oath's sake, and them which sat with him at meat, he commanded it to be given her.

58 Aur us ne us jagah, un kí beiątiqád ke sabab, bahut muajize na dikhláye.

CHAUDAHWAN BAB. 1 Us waqt Herodis ne, jo mamlukat kí chautháí ká málik thá, sá kí khabar suní,

2 Aur apne khádimon se bolá, ki yih Yahiya Istibághí hai, ki marke jí utha hai; aur isí liye us se karámaten záhir hotí hain.

3 Herodis ne Yahiyá ko Herodias ke liye, jo us ke bhái Filip kí jorú thí, giriftár karke, aur bandhke qaidkhane men dál diyá thá.

4 Is liye ki Yahiyá ne use kahá thá, ki Tujhe rawá nahíp, ki us ko rakhe.

5 Aur jab us ne cháhá, ki use már ále, to logon se dará, kyúnki we use nabí jánte the.

6 Par jis waqt Herodis kí sálgirah kí khushi hone lagí, Herodias kí beți un ke bích náchí, aur Herodis ko khush kiyá. 7 Chunánchi us ne qasam kháke wada kiya, ki Jo kuchh wuh mángegi use dúngá.

8 Tab jaisa ki áge us kí má ne use sikháyá thá, bolí ki Yahiyá Istibághí ká sir ek tabáq meu mujh ko mangwá de.

9 Tab Badshah ghamgín húá: par us ne qasam ke, aur un ke liye, jo us ke sath kháne ko baithe the, hukm kiyá, ki use dewen.

10 And he sent, and beheaded John in the prison.

11 And his head was brought in a charger, and given to the damsel: and she brought it to her mother. 12 And his disciples came and took up the body, and buried it, and went and told Jesus.

13 ¶ When Jesus heard of it, he departed thence by ship into a desert place apart and when the people had heard thereof, they followed him on foot out of the cities.

14 And Jesus went forth, and saw a great multitude, and was moved with compassion toward them, and he healed their sick.

15 And when it was evening, his disciples came to him, saying, This is a desert place, and the time is now past; send the multitude away, that they may go into the villages, and buy themselves victuals.

16 But Jesus said unto them, They need not depart; give ye them to eat.

17 And they say unto him, We have here but five loaves, and two fishes.

18 He said, Bring them hither

to me.

19 And he commanded the multitude to sit down on the grass, and took the five loaves, and the two fishes, and looking up to heaven, he blessed, and brake, and gave the loaves to his disciples, and the disciples tothe multitude.

10 Aur us ne log bhejkar qaidkhane men Yahiyá ká sir kaṭwáyá.

11 Aur us ke sir ko ek tabáq men le áye, aur larki ko diyá: wuh apní má ke pás le gaí.

12 Tab us ke shágirdon ne áke lásh utháí, aur use gáṛá, aur jáke sá ko khabar dí.

13 ¶ Jab ṛsá ne yih suná, to wahan se kishtí par baithke ek wairáne men alag gayá: aur jamáąten yih sunkar shahron se nikalkar khushkí us ke pichhe ho liyan.

14 Aur sá ne nikalkar ek barí jamaat ko dekhkar un par rahm kiyá, aur un ke bímáron ko changá kiyá.

15 Aur jab shám húí, us ke shágirdon ne us ke sámhne áke kahi, Jagah wairán hai, aur ab din áķhir hai; in jamaaton ko rukhsat kar, ki we gánwon men jákar apne kháne ke liye mol

len.

16 Par sá ne unhen kahá, ki In ká jáná zarúr nabíu; tum inhen kháne ko do.

17 Unhon ne use kahá, ki Yahán pánch roți aur do machlíon ke siwá kuchh nahín.

18 Wuh bolá, ki Unhen yahán mujh pás láo.

19 Aur us ne hukm kiya, ki log sabze par baithen, aur un pánch roți aur do machlíon ko uthayá, aur ásmán kí taraf dekhke shukr kiya, aur torkar, rotíán shágirdon ko, aur shágirdon ne un ko diye.

20 And they did all eat, and were filled: and they took up of the fragments that remained twelve baskets full.

21 And they that had eaten were about five thousand men, beside women and children.

22 གAnd straightway Jesus constrained his disciples to get into a ship, and to go before him unto the other side, while he sent the multitudes away.

23 And when he had sent the the multitudes away, he went up into a mountain apart to pray: and when the evening was come, he was there alone.

in

24 But the ship was now in the midst of the sea, tossed with waves for the wind was contrary.

25 And in the fourth watch of the night Jesus went unto them, walking on the sea.

26 And when the disciples saw him walking on the sea, they were troubled, saying, It is a spirit; and they cried out for fear.

27 But traightway Jesus spake unto them, saying, Be of good cheer; it is I; be not afraid.

28 And Peter answered him and said, Lord, if it be thou, bid me come unto thee on the water.

29 And he said, Come. And when Peter was come down out of the ship, he walked on the water, to go to Jesus.

20 Aur we sab khákar ser húe : aur unhon ne un tukron kí. jo bach rahte the, bárah tokríán bharín utháín.

21 Aur we, jo khá chuke the, siwá randíon aur laṛkon ke, qaríb pánch hazár ádmíon ke the.

22 Aur us dam sá ne apne shágirdon ko hukm kiyá, ki kishtí par charho, aur jis arse men ki main in jamaaton ko rukhsat karún, mujh se pahle pár jáo.

23 Aur áp un jamaaton ko rukhsat karke, duá ke liye ek pahár par akelá, charh gaya: aur jab shám húí, wuh wahán tanhá thá.

24 Par kishtí us waqt daryá ke hích maujon se uchhaltí thí: isliye ki hawá mukhálif thí.

25 Aur rát ko pichhle pahar sá daryá ke satah par sair kartá húá un pás chalá.

26 Jab shagirdon ne use daryá par chalte dekhá, we muztarib hoke kahne lage, ki Yih koí ráh hai; aur darkar chilláye. 27 Tab sá ne wohin un se kahá, ki Khatirjamą rakho; Main hún; tum mat daro.

28 Tab Pitras ne jawab diyá, aur kahá, ki Ai Khudáwand, agar tú hai, to mujhe farmá, ki main pání ke satah par qadam márke tujh pás áún.

29 Aur wuh bolá, ki A. Aur Pitras kishtí par se utarkar pání par chalne lagá, táki þsá tak jáwe.

30 But when he saw the wind boisterous, he was afraid; and beginning to sink, he cried, saying, Lord, save me.

31 And immediately Jesus stretched forth his hand, and caught him, and said unto him, O thou of little faith, wherefore didst thou doubt ?

32 And when they were come into the ship, the wind ceased.

33 Then they that were in the ship came and worshipped him, saying, Of a truth thou art the Son of God.

34 And when they were gone over, they came into the land of Gennesaret.

35 And when the men of that place had knowledge of him, they sent out into all that country round about, and brought unto him all that were diseased;

36 And besought him that they might only touch the hem of his garment: and as many as touched were made prefectly whole.

CHAPTER XV.

1 Then came to Jesus Scribes

30 Lekin jab us ne dekhá, ki hawa sakht hai, to dará aur jab dúbne lagá, yih kahke chilláyá, Ai Khudáwand, mujhe bachá le. 31 Tab filfaur sá ne háth lamba karke use pakar liyá, aur use kahá, ki Ai kamiątiqád, tá kyún shakk láyá?

32 Aur jab we kishtí par áye, hawá rah gaí.

33 Tab we, jo kishtí par the, áye, aur use sijda karke kahne lage, ki Tú sachmach Khudá ká Beta hai.

34 Aur we pár utarke Jinsarat ke mulk men pahunche.

35 Aur us jagah ke logon ne use pahchánke us mulk kí sárí atráf men shuhrat kí, aur sáre bímáron ko us pás láye;

36 Aur us kí minnat kí, ki Faqat us kí poshák ká kinára chhúe aur jinhon ne chhúá, bilkull change hue.

PANDARHAWAN BAB. 1 Tab Aurshalím ke kátib aur

and pharisees, which were of Farísion ne sá pás áke kahá, Jerusulem, saying,

2 Why do thy disciples transgress the tradition of the elders? for they wash not their hands when they eat bred.

3 But he answered and said unto them, why do ye also transgress the commandment of God by your tradition?

2 Ki Tere shagird kis liye mutaqaddamín kí sunnaton se adúl karte hain? is waste ki roți kháte waqt apne háth nahín dhote.

3 Us ne unhen jawab diyá, aur kahá, ki Tum kis liye apne sunnat ke liye Khudá ke farmán se udúl karte ho?

« السابقةمتابعة »